( dil mein tu mere dil mein tu
Sapanon ki mahafil mein tu ) -2
Naache jawaani dhun hai pyaar ki
Aisi kushi mein maza le le le le
Aisi kushi mein maza le le le

( dil mein tu mere dil mein tu
Sapanon ki mahafil mein tu ) -2
Naache jawaani dhun hai pyaar ki
Aisi kushi mein maza le le le le
Aisi kushi mein maza le le le

Raat suhaani hai, kya nazaare hain -2
Chaandani haseen wo hamaare hain
Hamaare hain

( dil mein tu mere dil mein tu
Sapanon ki mahafil mein tu ) -2
Naache jawaani dhun hai pyaar ki
Aisi kushi mein maza le le le le
Aisi kushi mein maza le le le

Baat ko samajh, dil ka raaz hai -2
Saamane hai too, hamako naaz hai
Ye naaz hai

( dil mein tu mere dil mein tu
Sapanon ki mahafil mein tu ) -2
Naache jawaani dhun hai pyaar ki
Aisi kushi mein maza le le le le
Aisi kushi mein maza le le le

Husn pyaar kaa, kud nishaana hai -2
Chha gaya hai nasha dil deewaana hai
Deewaana hai

( dil mein tu mere dil mein tu
Sapanon ki mahafil mein tu ) -2
Naache jawaani dhun hai pyaar ki
Aisi kushi mein maza le le le le
Aisi kushi mein maza le le le